Hello guys, Whatsapp aapke liye leke aya hain ek new update call "Click to Chat" jiske through aap koibhi number save na karke bhi unko messages kar payenge bina koi dikkat se.
Whatsapp world ka one of the best messaging app hain joki androids and ios main hamesha kuch na kuch neya leke atahihe. To chaliye jante hain iss update ke bad konsa konsa features add huwa hain.
1. "Click to Chat"
Whatsapp ka ye neya wala features se users koibhi unkown number ko direct messages kar payenge bina wo number save kiye, iss hum users ka wo problem solve ho sakta hain jab kisiko bhi whatsapp main kuch vejne ke liye hume yus user ka nmbr save karna parta hain, jisme hum users ko ek long process se gujar na parta hain. Bt abhise hum users iss feature ka maja utha sakte hain.
2. "Group Audio Calls"
Whatsapp ne abhi ek newa feature ka testing karna start kar diya hain, jiske madat se aap agar ek group admin ho to usi group ke members ke sathe aap group audio calls kar payenge joki filhal abhi ios devices ko support karta hain, ye wala feature surely conference call ko compete kar dega normal call me.
Iske sath hi aur ek neya feature android devices ke liye testing ho rahahe jisme aapka option mill jayega select all option bolke, jahape aap ekhi bar main all messages ko select karke 'Read/Unread' karsakte hain aur quickly chats ko delete bhi kar sakte hain.
3. "New Media Visibility Feature"
Ye wala feature abhi sirf ios devices mai available hain, par andoid me whatsapp beta pe ye feature aa gaya hain. Is feature se aap apne whatsapp ka media files ko gallery mai chahe to hide kar sakte hai, isse koi common user aapka phn ka gallery pain whatsapp ka media files nehi dekh payega.
4. "New Account Information feature"
Whatsapp leke aya hai ek naya feature called Account Information Feature. Is feature ka khasiyet yehi hai ki iss feature ke dwara aap apna account details dusra third party aap ke sathe share kar payenge, isme aap ka koibhi chats details nehi rahega. whatsapp har 3 din mai iska data create karta hain , or aap har week pe ise download kar payenge.
Thank You for reading our blog, yehape mai technology or bohot sare topics ke bare mai aap se share karta hun.
Humure Blog ko subscribe karne ke liye niche "Subscribe via Email" option pe enter kare, taki meri post aapko mile sabse pahle . Thank YOU. Namaste .